Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aao bachcho main tumhen bahut hi achchhi kahaani sunaata hoon kya jhoomo tum naacho main gaata hoon jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha sitaare nazaare sab usse jalte the main bataata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara thha maine usse pucha tum kya kaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho to dola wo bola tumko meethe sapne main dikhaata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha la la la la la bada nyaara tha
jhoomta mausam mast mahina chaand si gori ek haseena aankh mein kaajal munh pe pasina yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya thandi sadak neem tale teer e nazar khoob chale hooo tum bhi udhar zakhmi huye hum bhi idhar zakhmi huye laal chunariya chaal niraali sar pe jhoomar kaan mein baali haath mein chudiyaan motiyon waali yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya tum bhi yahaan hum bhi yahaan aisa milan hoga kahaan teri kasam jaane jahaan dil hai wahin tu hai jahaan dil ka maalik ik matwaala iss jahaan mein sabse niraala pyaar ka sooraj din ka ujaala yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya
jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya baahon mein chori seeee tumko utha loonga honthon se thodi siiii laali chura loongaaaa humko bulaate bhi ho aankhen churate bhi ho aakhir deewana kyun banaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya bandhan tere mereeeee ab tak kunwaare hain ban jaa dulhan dil neeee sapne sanwaare hain dil ko behlaana hoga badla chukaana hoga kyun humen raaton ko jagaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya
jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa dil se dil mile phool se khile muskuraati hain vaadiyaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa aa aaaa aa aaaa oo oooo aa aaaa dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil ne jo kahi dil ne jo suni khatm na ho wo daastaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka
jhoomti chali hawa jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten gardishen hi gardishen ab hain mere waaste ab hain mere waaste aur aise mein mujhe phir bula gaya koi jhoomti chali hawa chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai meethi meethi neend mein so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhi raat ko kyun jaga gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi yaad aa gaya koi
jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar ye nazar chheen kar le gayi karaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar hum hain azaad panchhi fizaaon ke haath na aa sake hum hawaaon ke waade karte nahin hum wafaaon ke phir bhi kyun jaanun dil tum pe hai nisaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar main tere husn ke geet gaaunga ishq ki aarzu lab pe laaunga main tujhe dhadkanon mein basaaunga ek hai dil jismein hain hasraten hazaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar meri har saans mein tera pyaar hai meri har saans mein tera pyaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu meri zindagi ka singaar hai o sanam tu mere dil ki hai pukaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar tum humein hum tumhein dekhte rahe tum humein hum tumhein dekhte rahe haal e dil ho yaa lab na kuchh kahen
haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan haath mein saaz liye dil mein ek raaz liye hum chale aaj kahaan koi nahin jaane yahaan haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan hey hey hey hey hey hey hey phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai kehne waala to kahe log anjaane rahe ye isharon ki zabaan koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu ho bas yahi baat chale din chale raat chale kiske hai ye dilojaan koi
jhoot bole kauva kaate kaale kauve se dariyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo are jhoot bole jhoot bole kauva kaate kaale kauve se dariyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo tu maike chali jaayegi main danda le kar aaunga main danda le kar aaunga tu danda le kar aayega main kuven mein gir jaaungi main kuven mein gir jaaungi main rassi se khinchwaaunga main ped pe chad jaaungi main aari se katwaaunga pyaar kare aari chalwaaye aise aashique se dariyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo are jhoot bole kauva kaate kaale kauve se dariyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo main maaike chali jaaungi tum dekhte rahiyo tu maike chali jaayegi main dujja biyaah rachaunga main dujja biyaah rachaunga tu dujja biyaah rachaayega haaye meri sautan laayega main maaike nahin jaaungi main maaike nahin jaaungi main
o ho haan jhoota kahin ka ha ha ha ha are ra ra ra ra ra jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila hoooo roothe tu jabhi tabhi teri kasam jaan jaaye koi samjhaye isse ab to zara maan jaaye jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila hoooo roothe tu jabhi tabhi teri kasam jaan jaaye koi samjhaye isse ab to zara maan jaaye jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila dekhe agar tu pyaar se mujhko hans ke main de doongi piya jaan bhi tujhko ohoo dekhe agar tu pyaar se mujhko hans ke main de doongi piya jaan bhi tujhko hooo honton pe ghadi ghadi tera hi bas naam aaye koi samjhaye isse ab to zara maan jaaye jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila hooo jhoota kahin ka mujhe aisa mila jise hai meri wafaaon se gila roz lage na preet ke mele aaj to bedardi mujhe baahon mein lele ohoo roz lage na preet ke mele aaj to bedardi mujhe baahon
jh jh jh jh jhopdi mein ch ch ch ch chaarpai jh jh jh jh jhopdi mein ch ch ch ch chaarpai hey jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi haan jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi are jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi maka tuza pyaar payije pyaar payije pyaar payije kukuru kukuru tere jaisa yaar payije yaar payije haan haan yaar payije sooraj na dekhun chanda na dekhun tera hi bas didaar payije kukuru kukuru hey jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi haan pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi roko nahin karne do pyaar do dil walon ko kukuru kukuru toko nahin bharne do man mein tan ke ujalon ko tu apne gharwalon ko mana le main apne gharwalon ko kukuru kukuru jhopdi mein haan chaarpai are manush bina ambo roti padi pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi are jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi tere mujhe saath
jhuk gayin aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayi aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayin aankhein teri raahon pe thoda sa bhola bhala hona achchha hota hai aisa kya jaage huye bhi to jaise sota hai thoda sa bhola bhala hona achchha hota hai aisa kya jaage huye bhi to jaise sota hai din guzren tere aise jaise raatein ru ru ru ru ru ru ru ru jhuk gayin ankhen teri raahon pe ruk gayin sansein tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayin aankhein teri rahon pe mushkil se din mein mujhe do pal deta hai jab bhi dil aata hai piya tu chal deta hai mushkil se din mein mujhe do pal deta hai jab bhi dil aata hai piya tu chal deta hai yeh kitni choti hain mulakaten ru ru ru ru ru ru ru ru jhuk gayin aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya
jhuk jhuk jhuk jhoom ghata chhayee re man mora lehraye pihu pihu pihu pihu papiha gaye haaye jhuk jhuk jhuk jhoom ghata chhayee re man mora lehraye pihu pihu pihu pihu papiha gaye haaye jhuk jhuk jhuk jhoom ghata chhayee re ghata chhayee re gali gali aaj chhidi baadlon ki raagini gali gali aaj chhidi baadlon ki raagini chanchal naari si hansi patwaari daamini masti bhari jhoome saawan ki pari sunke rimjhim ki jhadi jiya lalchaye haaye masti bhari jhoome saawan ki pari sunke rimjhim ki jhadi jiya lalchaye haaye jhuk jhuk jhuk jhoom ghata chhayee re ghata chhayee re door door desh gayi sang ki saheliyaan door door desh gayi sang ki saheliyaan yaad aaye aaj wo suhaani aatkheliyaan neem tale jitne jhule hain pade beete bachpan ki mujhe kyun na yaad aaye haaye neem tale jitne jhule hain pade beete bachpan ki mujhe kyun na yaad aaye haaye jhuk jhuk jhuk jhoom ghata chhayee re ghata chhayee re ang ang bheeg chala baadlon ke rang mein ang ang bheeg chala baadlon ke rang
jhukaa jhukaa ke nigaahen milaaye jaate hain bachaa bachaa ke nishaane lagaaye jaate hain huzoor jab se mere dil pe chhaaye jaate hain ye haal hai ke qadam dagmagaaye jaate hain ye haal hai ke hamein to aapki ik ik ada ne loot liya hamein to aapki ik ik ada ne loot liya nazar uthaate nahin muskuraaye jaate hain nazar uthaate nahin jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte ye aap hain ke mohabbat jataaye jaate hain ye aap hain ke ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya hamaare teer hamin par chalaaye jaate hain hamaare teer huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain huzoor jab se mere
hmmm ooo hooo are koi saaz to chhedo jhuka ke sar ko poochho madam how do you do nahin nahin bhabhi aise nahin acting kar ke batao jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jab woh kahe how do you do bolo i like you i like you samjhe jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jab woh kahe how do you do bolo i like you i like you aisa kya ab tum kar ke dikhao kaise bologe how do you do haan how do you do i love you oooo hoooo i love you itni jaldi nahin re baba gar woh kare tumko pasand to woh sharmaayegi tab samjho ye machhali jaal mein phans jaayegi gar woh kare tumko pasand to woh sharmaayegi tab samjho ye machhali jaal mein phans jaayegi milaa ke aankhon se aankhen bolo kar diya kya jaadoo jab woh kahe kya jaadoo bolo bolo bolo chup kyun ho haaann ab tumhare bheje mein baat aayi ab aage badhe thehro thero thero thero are tu bhi chup ho jaa khamakhwaan beech mein bajaata
jhuke jo tere naina jhuke jo tere naina hmm hmm hmm hmm hmm hmmm jhuke jo tere naina to chudi teri khanki ye paayal teri chhanki ye teri meri ye teri meri preet gori hai baalepan ki ye teri meri preet gori hai baalepan ki jhuke jo tere naina hmm hmm hmm hmm hmm hmmm kaliiiii jo khilegi kali jo khilegi to khushboo udegi chhupe phool phir bhi naa khushboo chhupegi chhupa le ye phoolon sa mukhda kahin tu lagan tere mann ki to chhup naa sakegi oooo oooo oooo oooo oooo aaaa haaa haaaa haaa haaa udaa jo tera aanchal hmm hmm hmm hmm hmm hmmm udaa jo tera aanchal to chudi teri khanki ye paayal teri chhanki ye teri meri ye teri meri preet gori hai baalepan ki ye teri meri preet gori hai baalepan ki jhuke jo tere naina hmm hmm hmm hmm hmm hmmm kabhi chhanv ban ke kabhi chhanv ban ke kabhi dhoop ban ke dikhata hai ye roop sapne milan ke magar jab milan ki ghadi paas aaye to dikhlaaye jalwe ye begaanepan ke oooo oooo oooo oooo oooo aaaa haaa haaaa haaa haaa jo latt lehraayi
jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar achchha ab main jaani ye baaton ke
jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bataa tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bataa meri tarah tera dil beqaraar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar wo pal ke jis mein muhabbat jawaan hoti hai wo pal ke jis mein muhabbat jawaan hoti hai uss ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar teri ummeed pe thukraa raha hoon duniya ko teri ummeed pe thukraa raha hoon duniya ko tujhe bhi apne pe ye aitbaar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo aa haa haa aa aa aa la la laaaa laaaa aaaaaa mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare aaj gagan hoke magan humko bulaaye jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo hmmmmm mmm mmmmm jawaan hai chhoti se qashti hawaaon ke rukh par aaa aaa nadi ke saaz ke aaa aaa mallah geet gaata hai aaa aaaaa tumhara jism har ik lehar ke jhatole se aaa aaa oh meri shareer nigahon mein jhool jaata hai aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa jism mera jaan bhi meri tere liye hai pyaar bhari duniya saji tere liye hai jism mera jaan bhi meri tere
jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun
jhumka gira re haai jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira jhumka gira jhumka gira haai haai haai jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re saiyaan aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori saiyaan aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori bole jhumka main pehna doon aajaa baan ki chhori main boli na na na baba na kar jora jori laakh chhudaya saiyaan ne kalaiyaa naahin chhodi kalaiyaa naahin chhodi phir kya hua phir phir jhumka gira re hum dono ki taqraar mein jhumka gira re hum dono ki taqraar mein jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re ghar ki chhat pe main khadi gali mein dilbar jaani ghar ki chhat pe main khadi gali mein dilbar jaani hans ke bole neeche aa ab neeche aa deewani ya angoonthi phenk apni ya chhalla de nishani ghar ki chhat pe khade khade main huyi sharm se paani main huyi sharm se paani phir kya hua daiyya phir jhumka gira re hum dono ke iss pyaar mein jhumka gira re hum dono ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhoomo Tum Naacho Humshakal (1974) 04:54 12056
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 12056   

Jhoomta Mausam Mast Mahina Ujala (1959) 04:20 11870
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 11870   

Jhoomta Saawan Dekho Aaya Do Khiladi (1976) 04:51 16082
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:51   Song Number : 16082   

Jhoomti Bahaaron Ka Dahleez (1986) 04:44 39927
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 39927   

Jhoomti Chali Hawa Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:43 12050
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sohini
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 12050   

Jhoomti Hai Nazar Hatimtai (1956) 03:57 40346
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Paidi Jairaj, Shakila
Duration : 03:57   Song Number : 40346   

Jhoomti Raat Jawaan Do Ghadi Ka Hai Sama Duniya (1984) 05:02 38222
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Rishi Kapoor, Amrita Singh
Duration : 05:02   Song Number : 38222   

Jhoot Bole Kauva Kaate Bobby (1973) 04:21 12929
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Patel
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rishi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 12929   

Jhoota Kahin Ka Jhoota Kahin Ka (1979) 03:54 13444
 
Poster of Jhoota Kahin Ka (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:54   Song Number : 13444   

Jhopdi Mein Chaarpai Mawaali (1983) 05:30 37441
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, sridevi
Duration : 05:30   Song Number : 37441   

Jhuk Gayi Aankhen Teri Raahon Pe Bhola Bhala (1978) 05:42 37478
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:42   Song Number : 37478   

Jhuk Jhuk Jhoom Ghata Char Diwari (1961) 04:01 12168
 
Poster of Char Diwari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:01   Song Number : 12168   

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen Miss Coca Cola (1955) 03:32 16278
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Shammi Kapoor
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:32   Song Number : 16278   

Jhuka Ke Sar Ko Poochho Satte Pe Satta (1981) 04:40 17961
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Amitabh Bachchan, Sachin
Duration : 04:40   Song Number : 17961   

Jhuke Jo Tere Naina Kangan (1971) 03:46 13517
 
Poster of Kangan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:46   Song Number : 13517   

Jhuki Jhuki Pyaar Ki Nazar Johnny Walker (1957) 03:38 39056
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Sulochana
Duration : 03:38   Song Number : 39056   

Jhuki Jhuki Si Nazar Arth (1982) 05:01 20674
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kuljit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:01   Song Number : 20674   

Jhukti Ghata Gaati Hawa Dhool Ka Phool (1959) 04:48 32319
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 04:48   Song Number : 32319   

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Jhumka Gira Re Mera Saaya (1966) 03:40 11943
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Yaman
Duration : 03:40   Song Number : 11943